Sunday, December 02, 2007

Playing now...

Yeh hai meri kahani...
Khamosh zindagani...
Sannata keh raha hai...
Kyun zulm seh raha hai...
Ek dastan purani...
Tanhayee ki zubani...
Har zakhm khil raha hai..
Kuch mujhse keh raha hai..
Chubhte kaante yaadon ke...
Daman se chunta hoon...
Girti deewaron ke...
Aanchal mein zinda hoon...
Bas ye meri kahani...
Benishaan nishani...
Ek dard beh raha hai...
Kuch mujhse keh raha hai...
Chubhte kaante yaadon ke...
Daman se chunta hoon...
Girti deewaron ke...
Aanchal mein zinda hoon...


Bajay pyar ki shabnam mere gulistan mein...
Baraste rehte hai har sinth maut ke saaye...
Syahiyonse se ulajh padti hai meri aankhen...
Koi nahi...koi bhi nahi jo batlaye...
Ke main kitni der ujalon ki rah dekhoonga...
Koi Nahi...hai koi bhi nahi..na paas na door...
Ek yaar hai...dil ki dhadkan...
Apni chahat ka jo ealaan kiye jati...
Zindagi hai...jo jiye jati hai...
Khoon ke ghunt...piye jati hai...
Khawb kaaton se...siye jati hai...

Ab na koi paas hai...
Phir bhi ehsaas hai...
Syahiyon mein uljhi padi...
Jeene ki ek aas hai...
Yaadon ka jungle ye dil...
Kanto se jalthal ye dil...
Chubhte kaante yaadon ke...
Daman se chunta hoon...
Girti deewaron ke...
Aanchal mein zinda hoon...

3 comments:

Arti Honrao said...

Sannate ko cheerkarr aapki awaaz dil chu gayi!



GBU
Arti

Anand Sarolkar said...

hmmm...thanks :)

Cosmos said...

Zinda hoon main..
every line gives a new life.

Brilliant lyrics, and a great film.